Soz-o-Salaam

Muddat Ke Baad Aaye (Soz) – Izhar Hussain Fathepuri 2010

Recited by Syed Izhar Hussain Fathepuri ·

Muddat Ke Baad Aaye (Soz) – Izhar Hussain Fathepuri 2010

Roman English

Muddat Ke Baad Aaye Madinay Mein Sogwaar

Muddat ke baad aayay Madinay mein sogwaar (x2)
Kuch yaad aa gaya to huay aur be qaraar

Akbar hain saath aur na Abbas e naamdaar
Zainab barehna sar hain to Abid hain dil figaar

Qabr e Nabi pe Zainab e Muztar ke hain ye bayn (x2)
Nana duhaayi hum se juda ho gaye Hussain

Muddat ke baad…

Related Kalaam