Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi
Recited by Qari Waheed Zafar Qasmi Β·
Roman English
Mere wird-e-lab hai Nabi Nabi.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mera dil makaan-e-Habeeb hai.
Main mareez-e-ishq-e-Rasool hoon.
Main mareez-e-ishq-e-Rasool hoon.
Wo Habeeb mera tabeeb hai.
Mere wirdβ¦
1. Mera us galee se hai raabta.
Jahaan sar jhukatay hain ambiyaa.
Mera us galee se hai raabta.
Jahaan sar jhukatay hain ambiyaa.
Jahaan rehmaton ka nuzool hai.
Jahaan rehmaton ka nuzool hai.
Wo jo arsh-e-haq ke kareeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mera dil makaan-e-Habeeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
2. Main bada ameer-o-kabeee hoon.
Shah-e-do sara ka aseer hoon.
Main bada ameer-o-kabeee hoon.
Main bada ameer-o-kabeee hoon.
Shah-e-do sara ka aseer hoon.
Dar-e-Mustafa ka fakeer hoon.
Dar-e-Mustafa ka fakeer hoon.
Mera rifβaton main naseeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mera dil makaan-e-Habeeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
3. Main gham-o-alam mein hoon mubtila
Koi kya karega meri dawa.
Main gham-o-alam mein hoon mubtila
Koi kya karega meri dawa.
Mera do jahaan mein tere siwaa.
Mera do jahaan mein tere siwaa.
Shah aur kaun tabeeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mera dil makaan-e-Habeeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
4. Wo bhi khoob din thay malaaika.
Mere saamnay thay jo sar nigoon.
Wo bhi khoob din thay malaaika.
Mere saamnay thay jo sar nigoon.
Wo mera urooj-e-kamaal tha.
Wo mera urooj-e-kamaal tha.
Ye zawaal kitna ajeeb hai.
Mere wird-e-lab hai Nabi Nabi.
Mera dil makaan-e-Habeeb hai.
Main mareez-e-ishq-e-Rasool hoon.
Wo Habeeb mera tabeeb hai.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Mere wird e lab hai Nabi Nabi.
Related Kalaam
Naat Faslon Ko Takalluf β Qari Waheed Zafar Qasmi
Qari Waheed Zafar Qasmi Β·
Naat Khuda Ka Zikr β Qari Waheed Zafar Qasmi
Qari Waheed Zafar Qasmi Β·
Naat Woh Nabiyon Main Rehmat β Qari Waheed Zafar Qasmi 1990βs
Qari Waheed Zafar Qasmi Β·
Naat Mujh Mein Un Ki Sana Ka β Syed Fasihuddin
Syed Fasihuddin Soharwardy Β·